Blogger Se Powered By Blogger Ko Kaise Remove Kare
Powered By Blogger Ko Kaise Hataye- Hello dosto aaj ki post me mai aapko bataunga ki Powered By Blogger Attribution kaise Remove karte hai.Agar aap blogger par blogging karte hai to yh post aapke liye hi hai.Jab aap blogger par blog banate hai to aap apne blog ke niche jarur dekhenge ki Powered By Blogger likha aata hai.Isse sabko pata chal jata hai ki aapne apna blog blogger par banaya hai.Agar aap apne blog ko wepsite ka rup dena chahte hai to aap sabse phale powered by blogger ko hataye.Aaj ki post me mai aapko ek aisa trick batane ja rha hu jiski sahayta se aap apne blog se powered by blogger ko hata sakte hai.

Powered By Blogger Kyo Likhta Hai?
Jab hai blogger par free blog banate hai to hamare blog ke niche powered by blogger likha aata hai.Iska matlab yh hota hai ki aapne apna blog blogger par banaya hai.Blogger ek free service hai apna gyan dusro ke sath share karne ka.
Powered By Blogger Kyu Hataye?
Jab aap Blogger par free blog banate hai aur aapke blog par koi reader aata hai.To usko pata chal jata hai ki aapne apna blog Blogger.com par banaya hai.Duniya ka hare k person janta hai ki blogger ek free service hai.To sabse pahle aap powered by blogger ko remove kare.
Powered By Blogger Kaise Remove kare-
Aaj mai aapko Powered By Blogger Delete karne ka 2 tarika batane jar ha hu.
1-Powered By Blogger Attribution Widget Ko hide karke
2-Powered By Blogger Ko CSS Ki Sahayta Se Mitaye
Powered By Blogger Ko Remove Kaise Karte hai?
1-Blogger Attribution Widget Ko hide karke Powered By Blogger Hide Kaise Karte Hai?
Step1-
Aap sabse pahle Blogger.com par jaye.
Step2-
Apne Gmail id se login kare aur aap blogger dashboard me jaye.
Step3-
Uske bad aap Template par click karna hai.
Step4-
Uske bad aap Edit HTML ikon par click kare.
Step5
Ab aap dekhenge ki aapke blog ka template ka code khuljayga.Ab aap usme jump to widget ikon par click kare.
Step6-
Ab aapko Attribution1 par click karna hai.Ab aapke samne Attribution ka code dikhega.

Step7-
Ab aapko Attribution code me locked=’true’ dikhega bus aapko true ke jagak false likhna hai.
Step8-
Ab aap apne template ko save karna hai.
Step9-
Ab aap fir se Blogger Dashboard par jaye aur Layout par click kare.
Step10-
Ab aap ki Attribution ko edit karna hai.
Step11-
Ab aapke samne new pop page open hoga jisme aapko Remove par click karna hai.
Step12-
Uske bad aapko save arrangement par click karna hai.
Ab aapke Blog se powered by blogger puri tarh se remove ho gya hai.
2-CSS Code Se Powered By Blogger Ko Kaise Hide Kare?
Dosto yh tarika powered by blogger hatane ke liye sabse aasan hai.Bus aap kuch steps ko follow kare aur apne blog se powered by blogger ko remove kare.
Step1-Aap sabse pahle Blogger Dashbord me jaye.
Step2-Ab aap template par click kare.
Step3-Ab aap Costomise par click karna hai.
Step4-Ab aapko Advance ko select karna hai.
Step5-Ab aap Add CSS par click karna hai.
Step6-Ab aapke samne CSS box open hoga.
Step7-Ab aap es code ko #Attribution1{display;none;} copy kare.

Step8-Copy kiye gye code ko CSS box me paste kare aur Apply to Blog par click kare.
Dosto ab aapke blog se powered by blogger remove ho gya hai.
Tag-Powered By Blogger kaise Hataye,Powered by Blogger ko kaise remove kare,Blog se powered by blogger kaise hide kare,Powerd By Blogger Kaise Hide kare,Powerd By Blogger Kaise Delete kare.
इसे भी पढ़े दोस्तों
कैसा लगा दोस्तो यह जानकारी.
ReplyDeleteBest blog
ReplyDeleteThanks bro
Delete